Print version
Print version
Print version
Question ID
Mujtahid Name
Question
sir mera sawal ya ha k mery ghar ma koi jin wughaira han aur woh mery nazuk hison ko hath lagaty aur tung karty han ya masla meri phuphi k b tha aur ab muj ma family ki waja sy transfer ho chuka ha.....ma ya baat kisi ko buta b nai sakti ab 15 saal sy ziada arsa hogya ha koi cheese mujay buhat tung karti ha.ma unmarried hon mujay buhat tension b hojati ha in saab ki waja sy....na woh humain is ghar sy jany dety han jin etc...many buhat amal kiye lakin woh cheese meri jan nai chorti...plzz ALLAh k wasty koi wazeefa butain k ma in cheeseon sy azad hojaon....plzzzzzzzzzzzzzzzz
Answer
surah e hashr surah # 59 ki aakhri 4 ayat mai ism e azam hai, in ayaat ko parh kar dua mangay to jinoo sai aman milay gi. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 123) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Answered By
Quran-o-Itrat Academy
Topic
View Other Questions.