Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question agar kisi ne kaha ki main "Allah ki kasam ye kaam nahi karunga" aur agar 4 baar kaha aur agar kasam ke khilaf kaam kar raha hai kisi majboori ki wajah se jaise misal ke tour par usne kaha tha"Allah ki kasam main aaj se ye bike nahi chalaunga" aur phir use majboori ke tahat bike chalani pad rahi hai..to kya is kaffara hai aur agar usne kasam 4 baar kahi hai to kya 4 kaffare dene honge? 
Answer Agar insan bhool kar ya majboori ki wajah se qasam per amal na karay to us per kaffara wajib nahi he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2637). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.