Answer |
Quran majeed mai nam lai kar kisi imam ka tazkera nahi kia gya hai laikin bohat si aayaat hain jin mai imamon ka tazkira kia gya hai. jaisay surah e aal e imran surah # 3 ki ayat # 7 mai ﺮﺍﺴﺨﻭﻦﻔﻰﺍﻠﻌﻠﻢ aya hai jis sai murad Hazrat Muhammad s.a.w.w. 12 imam a.s. hain. Is k alawa aur bhi bohat sai aisay maqamaat hain. (Ref : Tafseer e Namoona pg # 255)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |