Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mene Quran pak ki qasam khai me ab zina nahi karunga phir WO qasam mujhsy tot gai me ye bat le me buhat preshan hun 
Answer Qasam agr islami sharton k mutabiq khai gai hai to uski mukhalifat ki surat men ap gunahgaer bhi honge or pa pe kaffara bhi wajib hoga, or kaffara 10 faqeeron ko pet bhar kar khana khilana, ya phir unko libas pehnana , or agr ye dono kam na hosken to is surat men 3 din roze rakhen.. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633).Zina gunah e kabeera hai us se har halat men bachna wajib hai chahe us k liye qasam khaen ya na khaen.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 30, Eidition 1430 hij). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.