Answer |
Auratoo ko jo khoon aatay hain un mai sai aik istehaza hai ye khoon ziada tar zard rung ka aur thanda hota hai. aap ko jo yellow color ka pani aata hai agar wo ye hi istehaza hai to os k shariat mai alag ahkamaat hain aur agar ye nahi hai to aap kisi lady doctor sai contact karain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 390)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |