Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AoA,MUJHY AAPNY HUSBAND KI JOB KE SILSILY ME AP SE KUCH POCHNA HAI KE HUM LOG 2007 SE BAHIR KI JOB KE LIYE APPLY KER RHY HAI OR AJ TAK KERTY REHY HAI ,MAGER AB TAK KUCH PATA NHI CHALA,HUM LOG ALLAH TALAH SE DUA KERTY REHTY HAI,HAMARY HUQ ME KYA BEHTER HAI BAHER JANA YA YEHI PE REHANA,AP PLZ MUJHY KOI WAZIFA KERNY K LIYE BATA DEI JIS SE HUMY ASANI HO SAKKY......SHUKRYA. 
Answer Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.