Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Ek shia muslim jo dil se imaan pe yakeen rakhta hai sab nek kaam karta hai koi gunah k kaam nahi karta magar namaz pabandi se nahi padta uske liye kya hukum hai..? 
Answer Namaz deni aamal me se aik behtreen amal he. Agar ye bargah e allahi me qabool ho gye to dosri abadat bhi qabool ho jayen gi aur agar ye qabool na hui to dosray ammal bhi kabool na hoon ge. Rasool akram(p.b u h ) ne farmaya he ke “ jo shaks namaz ko ah’miat na de aur use mamuli cheez samja vo aakhirat me azaab ka mustahiq he” (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b pg no 121) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.