Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sunni ( Muslim 
Question Sir main ap say puchna chahta hoon k kia aik muslmaan k marnay k bad us k lawahqeen us ka khatm dilwatay hain kia wo Islam main jaiz hai. sir kindly answer k sath Quran aur Hadees ka hawal lazmi bta dain. Thanks . Waiting for reply as soon as possible. 
Answer Esaal e sawab darhaqi’qat khuda ki baargaah me is baat ki aarzoo karna he k jo sawab k tayhait wo(allah) ata kar reha he osay us k badle kisi aur ko ata kar de. Is etibaar se ye bhi aam duaoon ki tarah aik dua he jo k jaiz he. Is ke lie kisi khaas naiki ki zarorat nahi he, balkeh pichlay amaal k hawalay say bhi esaal e sawab kia jasakta hay (Ref : Mujtahid se pochey gay sawalat , part # 1 , ques # 199 , pg # 94). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.