Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalamu Alicom Molvi sahb Mera aap se Sawal ye he k kya Kia non muslim ka pka hova khana kha sktay hen ya nahi|| Aap k jawab ka mutzar rahonga Shukreya|| Abdul Qadeer khan Belgium 
Answer Musalman k liye ye jaiz hai k wo ahl e kitab k alawa dosray kafiroon k haath se bana hua khana kha le, is shart k sath k musalman ko is baat ka yaqeen aur itminaan na ho k kafir ne use geele haath lagaye hen. Aur is baat ka bhi yaqeen aur itminaan nah ho k is khane me aysi koe cheez shaamil hein jin ka khana haram he, Lekin Ahle kitab paak hen or un k hath ka khana chahe geela hath hi Q nah lag jaey halaal hai, siwaey ye k wo is men aysi cheez dakhil kare jis ka khana haram ho, Al’battah ghosht , charbi aur on se bani hoe cheez na ho. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 154,155, Pg # 120, Eidition# 5). Update on dated 15-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.