Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Assalam Aalikum Misken aur garib log jo Masjid me bikh mangtay hay kia un ko Masjid may unki madad ki ja sakti hay qunkay Fiqh Hanifi kay mutabiq Masjid may kisi ki madad karna mana hay. 
Answer Jee nahi haram nahi hay.balkeh maangnay walay(saa’il) ko mana kerna makhroh hay chahay gumaan(zan) ho k ye ghareeb nahi hay balkeh os ko dain chahay cheez ki miqdar kam hi kun nah ho. Masjid main awaaz ko buland kerna makhroh hay laikin azaan k liay awaaz ko buland kerna mana nahi hay.(Ref: A.Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#901) & Minhajus Saliheen Part#2, masla#1610).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.