Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya gusul k bad agar thoda unwanted hair rahyga kya nimaz aayae gi 
Answer Ghusl me un chotay chotay baalon ko jo badan ka juz(part) shumaar hotay hain dhona zaroori hay aur lambay baalon ka dhona wajib nahi hay balkay agar pani ko jild tak is terha pochain kay lambay baal tar(geelay) na hoon to ghusl sahi hay lakin agar unhain dohaay bagair jild tak pani pochna mumkin na ho to unhain bhi dhona zaroori hay ta keh pani badan tak pohanch jaay. (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 378) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.