Answer |
Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Mard shehwat ki niyat sai kisi doosray mard ko bosa nahi dai sakta hai ye haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 500, pg # 261)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |