Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aytullah sistani  
Question Aslam o alaikum , Mera sawal hain k kia ek baligh lardki or larka khud apna Nikaah para saktain hain ?Agar han to us kay kia ehkamat hain? 
Answer Agar aurat aur mard khud daimi nikah ka seegha padhe to maher moyyan karnay k bad pahele aurat khe : "zawwjtoka nafsi als sidaqil maaloom" yaani me ne is maher par jo moyyan ho chuka he apne aap ko tumhari biwi banaya aur is k lamhe bhar bad mard kahe : "qabiltuz tazweeja" yaani me ne izdawaj ko qabool kiya, to nikah sahih he aur isi tarah agar faqat "qabilto" kahe tab bhi nikah sahih he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2328). Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.