Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam walekum..mujhe fine arts ka shauk hai or usi me apna career banana chahti hu to kya kisi insan ,janvar ya kisi bhi tarah ki painting banana jaiz hai ya nahi.. or agar nahi hai to kyu nahi hai? 
Answer Tasweer ki 3 qismain hain. 1)Ze rooh maslan insan aur hewan ka moujasma banana. Ye mutlaqan ehtiyaat e wajib ki bina par haram hay chahay mokammal ho ya naqis(incomplete). 2)Zee rooh (insan aur janwar) ki tasweer (painting) banana. Ye jaiz hay. 3)Gair e zee rooh (maslan darakht) ki tasweer (painting) banana. Ye mutlaqan jaiz hay chahay mujasma hi q na ho.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2 masla # 18) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.