Answer |
5 awqat mai shohar ko biwi k sath hambistri karna haram hai. 1-Haiz ki halat mai jima karna. 2-nifas yani jab aurat ko bacha paida honay k baad 10 din tak khoon aata hai os halat mai jima karna. 3-roza ki halat mai jima karna. 4-itikaaf ki halat mai jima karna. 5-Hajj ka ahraam bandhnay k baad jima karna. 2)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hai). (Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |