Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question aoa.sir mera sawal yeh hai k meri rishte mein aik bhabi hain haqeeqi rishte mein magr mein unko apni badhi bhnoo se b ziada mtlb mere liye woh meri maa hain badhi bhn hain ,aur mein unke liye unki aulad jaisa hon.kya mein unke sath hajj k saadat hasil ker sakta hon,aur kya yeh jo hum moun bole rishte bana lete hain yeh jaiz hain,islam mein.jinka mein zikar ker raha hon meri maa k bad subse ziada pyara rishta unhhi ka hai mere pas,woh married hain 2 daughters b hain unki aur woh mujhe apna pehla beta kehti hain samjhti hain aur mein b unko kbhi ammi kbhi bhna keh k pukarta hon plzzzzzzz send me da best answer in islamic point of veiw, 
Answer 1)Bhabhi devar apas main na-mehram hain. .(Ayat Ullah Seestani(d.b), nigah or libaas,part#1,pg#57-61).2)Wajibat e sharie ka khayl rakhte hue aurat apne daver k sath hajj per jana jaiz he. 3)Moo bola beta mehram nahi benta. (ref : muhtahid se pouche gye sawalat part #4 , pg # 63 , 67 ques # 119 , 132) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.