Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question assalam valaikum wa rahmathulla.... i know that musturbation is haraam in islam... but atleast once in a month i do it... i ask forgiveness to allah and even try to avoid it.... when i do it.. i do the ghusl as we normally do... but i hav a small doubt bout ghusl ki dua like..." nava aithu an agthasil min ghuslil paaki ri amraahi thali tarathan lil badani histhaba sulathi valafil hadas or nava aithu an agthasil min ghuslil ragbithe shaithan aithlam ri amraahi thali tarathan lil badani histhaba sulathi valafil hadas are these duas correct or is there any other dua which has to be recited when we offer ghusl please help me... i am need guidence to change myself... 
Answer 1)Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain.(ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365). (Aur gusl ki niyat) Ye zurari nehai ke gusl ke waqt ye niyat karay ka wajib gusl kar reha he bulka faqat qurbatan illaha yani bargah e ellahi me farotni or aajzy ke ireda se gusl karay to kafi ha. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 357) 2)Agar ghusl k baad shak karay k ghusl saahi kia he ya nahi to dabara ghusl karna zaruri nahi. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 383) 3)ghusl e janabat ki dua perhna wajib nahi mustahab hay.or jo dua aap nay zikr ki wo sahi nahi hay.(Ref:Ayatullah sistani(d.b),urwatul wusqa part #1maslah#22) ghusl ka tareeqa : 4)apna ghunna batana bhi ghunna he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part #3 , ques #229 , pg #93 ).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.