Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sunnat 
Question Mera question yeh hai ki, agar kisi ne jabran ya presure me aakar koi kaam nahi kerne ka quran ka qasam sirf jubaan se bol ker kha liya ho, toh kya woh qasam muqammal hue ya nahi. Agar muqmmal hue toh woh qasam kaise kham hogi.....? plz. Reply me soon as possiable solution at my e mail id.  
Answer Jee nahi ye qasam mukamil nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.