Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam o ale kum wrb! Sir Meray Teen (3) Sawal hain. 1. Agar nahanay k bad peeshab ya Gas (Paad) aa jaye tu Gusal khatam hoo jata hai ? 2. Sir mai office mai kaam karta hoon aur agar is mani ya wade/waazi nikal tu kya karna hooga kyun kapra badlay aur dhooaye nahi ja sakta? (jawab tafseel bataain) 3. Sometime relationship (men / women) k article /tasweer parthay / dailktay hauye huay wadee ya mani nikal jaye tu hukum hai ??? kyun k internet par har waqt bad (valgur) adversiement atti rehti hai ???  
Answer 1)Peshab karna ya reeh (gas) ka kharij hona mubtilat e ghusl nahi hai bal k mubtilat e wazoo hai. 2)Jo ratubat mard shehwat anghais tasaworaat k waqt insan apni sharamgah mai mahsoos karta hai wo pak hai is se ghusal bhi wajib nahe hota hai aur na wazu batil hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 322, 345)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.