Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ASSALAM O ALAIKUM meri khala ka naam badr un nissa hai unko 35 saal se ek takleef hai keshti hai mere pait me koi chez hai wo nikalen jb unko ziada takleef hoti hai to yahi kehti hain ham ne 35 saal me koi dr nhy chorra or dua bhi boht karwai hai lekin temprary faida hota hai phr wohi takleef hojati hai ap plz istakhara karke batain k kia masala hai kia kisi ne bandish karwai hai or koi wazeefa de ta k unke upar dum karen ya pani per dum karke pilayen q k wo quran paak nhy parhi hui plz hamen jald se jald jawab den hum boht pareshan hen..... 
Answer 1)Rasool e Akram s.a.w.w. nai farmaya hai surah e al-humd mai har beemari k lie shifa hai. is lie mareez ko chaheay k surah e al-humd ko likh kar bandhay ya 70 martaba pani par parh kar piay to osay shifa naseeb ho gi. (Ref : Naway e Salaheen pg # 296) 2)Dua e tawassul ko her waqt perh saktay hain,laikin kisi khaas maqsad k liay is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad aik 2 rakat namaz e hajaat ada kernay k baad perh ker dua maangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.