Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question hum ne muttha kya hai, and condition thi ke ause kids nai chahiye aur mei ne bi kisi se nai kaha hai ke mei muttha se hoon ab hamaal thaair gaya hai kya mei ais hamaal ko khataam karne ka haq rakhti hoon aur meri shadi aagle six months ke baad hai hamaal ke doraan kitne period mei bache mei rooh jaan aati hai please define me urgently.  
Answer 1-Qarar e nutfa ( mani k rehem main thehernay ) k bad isqaat e hamal jaiz nahi he, magar ye khoof ho k keh hamal ka baqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsandah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho to isqaat jaiz hai, lekin hamal main jaan perhne k bad bachche ka zaya kerna jaiz nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35, Jadeed Masaail, Mafhoom e Maslah # 73). 2-Taqriban 4 maah main janeen main rooh phoonk di jati hay.(Ref: Risalah # amaliya, syed mujtaba husseini, Q#462, pg#253). Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.