Answer |
Rasool e Khuda s.a.w.w. nai farmaya hai k : jis nai haram ka aik luqma khaya to 40 din tak is ki namaz aur dua qabool nahi hoti hai. jo ghost rizq e haram sai paida hoga wo jahanum mai jae ga aur aik luqmay sai bhi ghost paida hota hai. (ref : muharamaat e islam pg # 269)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |