Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aasalam o alikum..Mai aapse yeah poochna chahte hoon kya wazifa padhna sahi h?mtlb m kisse ko pasand krte hoon or shadii krna chahte hoon to kiya wazifa padha ja sakta h? yeh galat to nhi h? kyunki maine padha h kahin ke allah se kisse ko mangna haram h? 
Answer Jee han agar kisi khas shakhs ko pasand kartay hon aur os sai shadi karna chahtay hon os k lie wazifa parha ja sakta hai. aik wazifa ye hai k : Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway ef salaheen pg # 352) Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.