Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question asalam alekum hazrat mujhe apse ye pochna ta aurat ko kis tarha discharge hota hai gandi soch ke waje se sharamgha me kuch mehsus hota hai kya is se gusul wajib hai,hazrat plz mujhe batayi te aurat ke sharamgha se anewala pani kaisa hota hai patla ya gada mujhe buhat pareshani ho rahi hai mai sara din bathroom me reheti ho agar pani kapde ko nahi laga tu gusul wajib hai,gusul wajib hone ke waqt agar namaz ka time nahi ho to mai duse kaam kar sakti ho kapde dhu sakti ho pani chu sakti ho is se pani kharb nahi hogana plz mujhe jaldi baatayi ye hazrat mai buhat pareshan ho 
Answer 1)Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay agar is Hadd tak ho k osay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki intihaa tak pohunch jaey to ye najis bhi hay aur is aurat ko mujnib shumaar kia jae ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. 2)Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri abadat k lie wajib hota he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345-59)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.