Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam muj ap se ak swal puchna he me bohat pareshan hu muj jawab zara jaldi djea ga ap ki mehrbani hogi mare ak larke se mangni ho choki h un se 5 sal se pyar karti hu ghar walo.ko.manay wo man.gae aur humari mangni ho gae aur humare shadi ka soch rh h muj puchna ye he ke jab k dab razi he aur hum.dono ne bakeda se Allah ko hazer man k ak dosre ko 3 bar qbol kia he aur aps me koi parda bhe nhi he hum malte to nh h wase he bat chet me ap dosre ko husbnd wife mante he azat karte he pyar date he to kya humara nikah ho gya jab k hum Allah ko hazer man k.dil se ak dosre ko kabol.kar choke he to nikah ho gya ya nhi ya hum.alg ho sakte he koi rishta nhi he humara plz ap jawab jald djea ga muj intzar rahe ga 
Answer Is terah nikah nahi hota hai bal k nikah k lie nikah k sighay arabi zaban mai mahar aur doosri tamam shrait k sath ada kiay jatay hain. Aap aik doosray k mangetar to hain magar aap abhi mian biwi nahi banay hain. Aur mangiter aik doosray k lie na mehram hotay hain aur Mangiter se aam mamool ki bat cheet karney me jis k under koi shawat angaiz bat na ho , koi haraj nahi he lakin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram me pernay ka khof ho. Warna haram he. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2328-44) (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 115, pg # 57) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.