Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani 
Question ASSALAM O ALAIKUM Mein ye puchna chahta hon k agar hum wajib ghusal nahi kar rahe aise hi roz marha ki tarhan naha rahey hain aur namaz ka waqt qareeb ho to kia hum namaz k liye niyat kar k ghusal kar sakte hain. Matlab ye k us ghusal k bad wuzu karna hoga ya hum usi niyat kiye howe ghusal k sath namaz padh sakte hain. Shukriya WASALAM 
Answer Is terah sai ghusl mustahab nahi hota hai mustahab ghusl k lie tauzeehul masail ki taraf ruju karain aur namaz k lie wazoo bhi karna ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 634-37)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.