Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question istanja means peshab karne ke baad ka aamaal tozi mei jo likha hai buhaat garhi urdu mei hai please aasaan urdu mei ye aamaal bataeen male and female dono ke leye thanks 
Answer Ans :istanja alag amal ha shayad aap jo amal pounchna chah rehain hein woh istebra hain. Aur ye amal male kay lia ha. istebra islam ma mustahib amal ha. Istbra karnay kay bad ya itmanan ho jata ha ka kay pishab ki nali ma peshab baki nahin raha. Is ka tareeqa ya ha kay peshab say farig honay kay bad bayen(left) hath ki jo sab sa bari ungli ha us ko pakhana ke maqam ke end per rakh kar dabain aur uper testes tak ungli laein. ye amal 3 dafa karain phir usi bayen(left) hath ke anguta (thumb) ko peshab ki nali ke upper rakhain aur anguta ke bad wali ungli ko peshab ki nali ke necha rakhein phir dono (ungli aur anguta) ko daba kar khatna ke maqam tak le ayen phir 3 dafa jatkein. (ref : tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 69) Aurat ke lia peshab ke bad istebra nahin he. (ref: tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani d.b masla no 74)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.