Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name imam khumeni 
Question kya balig kunwari larki parents ki ijazat k baghair nikah kr sakti hai? syed larki ghair syed se nikah kr sakti hai? aur kya daimi nikah baghair gawahon k ho sakta hai? 
Answer 1)Balig aur bakra larki ki nikah k lie apnay wali ki ijazat zaroori hai. Aur wali sai murad baap aur dada hai maa aur bhai nahi. 2)Syedani ka gair syed shia mard sai nikah bila ishkal jaiz hai is lye k muslman, muslman ka kafo(barabar,manind) hai aur momin mard momin aurat ka kafo hai aur momineen aik doosray k kafo hain. 3)Daimi nikah mai gawah ka hona mustahab hai wajib nahi hai. (Ref : Ayat Ullah Imam Khomeni(r.h), Tehreer ul Waseela Part # 3).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.