Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sex 
Question Mera sawal ya hai ka agar koi marad apni biwi ka sath peechay sa humbistari karay aur kharij hojaya to kiya is sa nikah kharij hojata hai ya agar koi penalty hai to woh kiya hai. Ya iska koi haal. 
Answer Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.Aur is sai nikah batil nhi hota hai). Update on dated 08-12-2015. (ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2335). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.