Answer |
Hazrat Ali a.s. sai marwi hai k namaz k baad sajdah gah ko mass kar k dard wali jigha par hath rakh kar ye dua parhain to dard jata rahay ga. dua ye hai. “ ﺑﺴﻢﺍﷲﻭﺍﻠﺸﺎﻔﻰﺍﷲﻭﻼﺤﻭﻞﻭﻼﻗﻭﻩﺍﻻﺑﺍﷲﺍﻠﻌﻠﻰﺍﻠﻌﻆﻴﻡ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 321)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |