Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslam O Alikum berozgari hai.Koi b kam pora nai hota.pershani boht hai.plz ALLAH K Hukam se Mere masle ka hal bta dain. 
Answer 1)Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) 2)Imam raza a.s. farmatay hain k kisi bhi kaam ko start karnay sai pehlay khuda ka nam “ ﺍﻠﻤﺒﺪﺉ ” parhay to wo kaam apnay anjam ko pouchay ga. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 31-32) 3)Har qism k gham aur pareshani k lie surah anaam ayat 17 ko sehri(fajar sai pehlay) k waqt likh kar apnay pas rakhay. (Ref : Payam E Shifa pg # 185)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.