Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ghar m bandish 
Question salam sir, sir hum 3 behne aur 3 bhai hn, ami hn mere baba ki death hogai h, hamra masla y h meri behno ki abi tk shadi n hui age barti ja rhi h koi munasib rishta n h, bhaion ka sai s karobar n h, aur sir hamre gr m koi b khushi ane wali hoti tu koi masla hojata h, ami b khamosh hn wrna maain tu apni betion ki shadi k lye boht kch krti hn, hamare khandan m bhar shadi n krne dte aur n khndan m munsib rishte hn, ami b b koshish n krti k behnio ki shadi kahi bahr hojae, esa lgta h hamre lye sb raste bnd hu jse kisi n taweez krwae hn ami aur gr p, plz sir kch btain 
Answer 1)Rishtay k lie chand ki 11 sai 20 tak k darmiani jumay ko bad namaz e asr surah e taha surah no20 ki ayat no 131,132 ko likh kar pas rakhain or doh kar pie to shadi ho jae gi. (Ref : Naway e Salaheen pg # 352) 2)Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to oski khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye likha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27) 3)Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.