Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mein na yeh poochna tha ka islam ma istanja kis hath sa karnay ka hukam diya gya ha? or agar larkiyan contiously discharge hoti rahen bay shak thori hi quantity ma to kya wo namaz contiue rakha sakti hen is halaat ma without taking bath? mera last sawal yeh ha ka islam ma pregnanat ourton kay rozay k baray ma kya rayait ha kya wo chorh sakti hen? agar chorh dein to kya kufara ho ga? 
Answer 1) dayen (right) hath se taharat karna makrooh ha. 2) : (agar ye blood haiz ka he to haiz wali aurton par chand chizain harama ho jati hain, in me se ek) namaz aur is jaisi degar ebidatein jinhein wazu , gusl ya tayamum ke sath ada karna zaruri he. Agar is niyat se anjam dein ke sahih amal anjam de rehai hoon, jaiz nehai he. (ref: tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani (d.b.) masla #76 & 448) 3):agar kisi bare nuqsan ka andesha na ho , is ki apni zaat ya bache ko koi jani khatra bhi na ho aur doctor ne mena bhi na kia ho to roza rakhne me koi haraj nahei he.Aur agar vo zarar is qism ka ho jo aam tor per berdasht na kia jata ho to roza rakhna sahei nahei he aur agar vo zarar mout ya is jaisi kisi cheez ka sabab bun reha ho to phir roza rakhna haram he.(ref : Mujhated se pouche gye sawalat part roza pg # 80) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.