Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sehrish 
Question asslam o alikum... sir mujhe cheezen baten bht jaldi bhool jati hain....lesson yad krne mai bht time lagta mushkil se yad hota aur examination hall mai bhol jata.... ap mujhe koi munasib tareeqa(weerid) btayen... thanks... 
Answer Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32) 2)Agar koe talib e ilm chahay k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga. 3)Imtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay. imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.