Answer |
Agar aurat ko nikah k baad pta chalay k is k shohar jima nahi kar sakta hai chahay wo beemari nikah k baad aur jima karnay sai pehlay, ya jima karnay k baad hi q na lahaq hui ho aurat talaq k bagair nikah ko khatam kar sakti hai. aur agar aurat is bina par nikah khatam kar dai k is ka shohar na-mard hai to zaroori hai k shohar osay adha mehar dai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2346-47)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |