Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name we r sunni 
Question Asalam-o-Alaikum! mera sawal yeh hai ke? Mere husband ne mujhe teen talaq ek sath di jo k mene suni b hain ye baat 2 feb 2013 ka 4 maah honay walay hain ji waqt unho ne mujhe talaq di main halat-e-hez me thi kia yeh talq waqia hogae hai k n hai quran o hadees ki roshni me is baray main tafsil se aagaaha kerain. 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Talaq sahi honay ki chand shrait hain faqat 3 bar talaq kh denay sai talaq nahi ho jati hai talaq k lie 2 aadil gawahoo ka samnay moujood honay zaroori hai, is k alawa talaq denay ki niyat bhi ho, aur talaq k waqt aurat haiz ya nifas sai pak ho wagira aur talaq ka sigah arabi zaban mai ada kia jae aur bohat si shrait hain jin ka talaq k waqt khayl rakhna zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2462-2508)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.