Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name al.e.sunat 
Question mujhe pochna he k shab.e.mehraj main sirf 27 ka roza rakhty hen .. lakin mujhe aj ek sahab nay kaha k 1 roza nai rakh sakhty .. ya to 26 27 ka rakho ya 27 28 ka .. tu ap mujhe thora tafseel say bata den k agar ek roza nai rakh sakhty to q nai rakh sakhty .... 
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. Rajab k puray mahinay roza rakhna mustahab hai aur ye zaroori nahi hai k saray rozay 26 aur 27 ka ya 27 aur 28 ka roza mila kar rakha jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1718)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.