Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Imam Abu Hanifa 
Question Maghrib aur Isha k namaz k dauran kam az kam waqfa kitna he (maghrib k azaan k kitne waqt k baad isha ki azan jaiz hojati he) plz jawab mudallal hona chahiyia  
Answer Maghrib aur isha ki namaz ka waqt aik sath start hota hai laikin in donoo namazoo k darmian mutawajh honay ki surat mai tarteeb motebar hai yani isha ki namaz ko jan boojh kar maghrib ki namaz sai pehlay parhay to batil hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 724)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.