Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question aoa jab m pregnant thi to mery shohar ny mugy aik dafa talaq di thi. mera sawal ye h k rajoo krny ka sahi tariqa kia h? kia rajoo k ly intercourse krna zarori h?  
Answer Agar talaq tamam shariat k sath sahi di thi to 2 tareeqay sai insan aurat ki taraf roju kar sakta hai. 1)aisi baat karay jis sai pata chalay k is nai osay dubara apni biwi bana lia hai. 2)koi kaam karay aur os sai roju ka irada karay aur jima karnay sai roju sabit ho jata hai. Is k alawa mard k lie lazim nahi hai k kisi ko gawah banay ya apni biwi ko roju ki khabar dai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2488-89)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.