Answer |
Agr Allah k naam ki jhooti qasam khai jaye to ye haram hai or gunah e kabeera hai. Albatta sachi qasam khana makroh(na-pasandeedah)hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 682, Eidition 1417 hij). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad (s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |