Answer |
Agr sachi qasam khai jaye to jaiz hai albatta makrooh(na-pasandeedah) hai, lekin jhooti qasam khai jaye to chahe kalma parha jaye ya bger kalma parhe ho haram or kabhi kabhi gunah e kabeera ban jata hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |