Answer |
Jandar k mujasma banana ehtiyat ki bina per haram hai laikin in ki khareed o farokth mana nahi hai. albetta jandar ki naqashi jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2030) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |