Answer |
Aulad k lie Imam Muhammad Baqir a.s. nai farmaya 3 din tak bad namaz e isha aur bad namaz e fajar 70 martaba istegfar parhain aur 70 martaba ﺳﺒﺤﺎﻦﺍﷲ keh kar surah nooh surah # 71 ki ayat # 10, 11, 12 parhay to inshallah teesri shab murad milay gi. (Ref : Tajiliat e Quran pg # 127)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |