Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Syed Ali Sistani 
Question Salam! Nimaz me Imam e Jamaat k liye kin sharayid ka hona lazmi han?? or ye b furmayie k agr kisi maqtaddi ko imam jamaat ka mutaliq un sharayid ka bary ma shak ho, to os shakhs ka liye os imam jamaat k iqtada ma nimaz parna jayiz ha ya nahi? khuda k liye zarur jawab daina. 
Answer Imam e jamat ki shriat ye hain. 1)Balig ho 2)aaqil ho 3)shia isna ashri ho 4)aadil ho 5)halal zada ho 6)namaz sahi parh sakta ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1434)note : Shak ki surat mai teqheeq karain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.