Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalamu alaikum mujhe malum krna hai ki 4 rkat sunnat namaaz ki hr rkat mai kya padhna chahiye? 
Answer Mustahab namaz mai sirf al-hamd per sakte hai. aur doosra surah parhna zaroori nahe hai. Laikin agar koi shakhs baz aisi mustahab namaz in k ahkam k mutabiq parhna chahae maslan namaz e wehshat k jin mai makhsoos surtain parhi jati hain to zaroori hai k wohi surtain parhay.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #973 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.