Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name yes 
Question asalaamualikum: arz ye hai k main wuzu k doraan apne paaon k uper waaly hisy ko dhotaa hoon neechy se nai.. aaj eak dost ne bari sakhti se kahaa k paaon k neeche se naa dhone and paaon ki ungliyon k dermayan se naa dhone se wuzu hotaa hi nai hai... or is per ulmaa mutafiq nai hain k uper se hi dhonaaa theek hai ya neechy se bhi dhonaa chahiye.. Allah ne kaya rastaa bataayaa hai...?? 
Answer Wazu me pahoon dhoye nahi jate balke un per masa karna zaroori hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #251 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.