Question |
salam ameer sahab yaha sab tiik taak hain omeed rakta ho ap b tiik hongey mera 1 chota sa masla hain likn mujje zaror koie nuskha ya wazifa batawo
ma jab study karta ho dil tung ajata hain our jo koch rata ko full soch samaj kar apney sat note karta ho likn subba ott jawo to koch b yad nahi rehta hain
mery wazefy daily (rabbi zednni ellma)(hasbiyallaho neghmal wakeel neghmal mawla wa neghmal naseer) har nemaz k bad karta ho
|