Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name RIGHTS OF WIFE 
Question MERA EK SAWAL HA MAGAR JAWAB MUJE MAIL PE BHAIJ DEJIAY GA KIONKEH MERI RASAEE BHOOT KAM HE NET PAR FARAZ KARE SHOHAR BEWI SE DOOR HE KISI DOSRE JAGA KAM K SILSILE ME GIA HE WO KITNA ARSA DOOR REH SAKTA HE ISLAM ME IS KI KITNI HAD HE OUR IS SE FARAIZ B REH JATE HA BEWI K PLEASE JAWAB TAFSEEL SE DEENA SHUKRIA 
Answer Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par razi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota). (tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382). Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.