Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question agar raat ko sotey waqat ehtalam hojaye tu fajar ki namaz hum bagihr ghusual or unhey kapro me karskte hai? q k rat tu ghusual karna munasib nae hoga na? 
Answer Ans: 1)Gusl e janabat wajib namaz perhna ke lia wajib ho jata ha. 2) aur namaz perhna walay ka libas pak hona zurari ha. Agar koi shakhs helat e ikteyar ma najis badn ya libas ke sath namaz perha to us ki namaz batil ha. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 356 & masla # 787)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.