Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name hanifa 
Question aoa. agr ap zohar ki ya asr maghrib isha ka jamat mein 3,2,ya 1 rakat late ho gay ho r imam k slam pherne k bad khary ho gay ho to apki jo 3, 2 ya 1 rakat reh gai hen un ko ap kesy pora kro gay un men kia parho gay. maslan agr ak rakat reh gai ti sirf alhamd prho gay ya sath koi soorat b mila k parho gay?  
Answer Jo shakhs imam sai aik rakat pechay ho is k lie behtr ye hai k jab imam aakhri rakat ka tashahhud parh raha ho to hathoon ki unglian(fingers) aur poun(leg) k talwoo ka agla hissa zameen par rakhay aur ghutnoo ko buland karay aur imam k salam parhnay tak intezar karay aur phir khara ho jae aur namaz ko mokummal karay. (Ref:A.Sistani(d.b),Tauzee hul masa,il, maslah # 1433). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.